TERI AANKHON MEIN SONG LYRICS – DARSHAN RAVAL x NEHA KAKKAR | TOP SONG LYRICS

TERI AANKHON MEIN SONG LYRICS – DARSHAN RAVAL x NEHA KAKKAR:



TERI AANKHON MEIN SONG LYRICS
TERI AANKHON MEIN SONG LYRICS


💖 TERI AANKHON MEIN SONG LYRICS 💖

 Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de

Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf

Itna sa bas ehsaan kar de


Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein

Maan ja tu jeena yeh aasan kar de

Tu khol mere dil ko aur lele talaashi

Koyi bhi milega na tere siwa tere siwa


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya


Bhar ke rakhti hoon jebein

Main main dil ki apni

Bol kitna tu maange udhar

Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi

Bol kitna tu maangega pyar


Baitha hai gussa teri naak pe aise

Thok diya tujhko maine chhod diya jaise

Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise

Nikaal na zubaan se aise marne ki baat


Pyar aisa karunga

Ke tu degi shabashi

Misaal main dunga

Apne pyar ki bada


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya


Ishq ko odh lein sab hadein tod de



Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Ishq ko odh lein sab hadein tod de

Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein


Tu bole na mujhe kuchh

Aur main sunti rahun

Aise pyar karte karte

Duniya ko chhod doon


Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe

Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya



Teri aankhon mein song download >>> Click here to download the song

Teri aankhon mein song >>> Click here to watch the song



Post a Comment

0 Comments

Search This Blog